Film: Aloo Chat Song: Dhadkey Jiya Downl …
Film: Aloo Chat
Song: Dhadkey Jiya
Download / Play Album: Aloo Chaat (2009)
Kuch baatein yunh hi
Aankhon se kar jaana
Acha lagta hai ye chehra takte jaana
Ab aa jo gaye ho to na phir jaana
Ye hi dua.. yunh hi sada..
Tere liye.. Dhadke jiya.. Dhadke jiya..
Ye raasta gum hoga..
Ye dar tumhein hai na
Main aas pass kahin hun
Itna yakeen to hai na
Teri har aahat ka
Chup chup ke peeche peeche aana
Mujhe tanhayee mein tera ek lamha de jaana
Shayad ye lamha bhi phir khuda ne
Tere mere milne ka socha hai bahana
Yeh hi dua.. yunh hi sada..
Tere liye dhadke jiya.. dhadke jiya..
Palkein yunh jhukeen to kuch hua tha
Ye pal jaise ruk sa gaya tha
Mere sapno mein bhi har baar tu aana
Ab aa jo gaye ho to na phir jaana
Ye hi dua.. yunh hi sada
Tere liye.. dhadke jiya
Dhadke jiya dhadke jiya.. Dhadke jiya



